Hai Rama Rama Lyrics | Lanka

                        
                        haye rama rama dil kho gaya
haye rama rama love ho gaya
haye rama rama ye gajab ho gaya
bich bajariya lut gayi mai
haye rama rama dil kho gaya
haye rama rama love ho gaya
haye rama rama ye gajab ho gaya
pad gayi mai to muskil me
ki sitti pitti gum hai na kuch mujhe sujhe
ki tere naam se ye madd hai ki sab yahi puche
ye sawal sabhi mere pichhe pade bole kise kaha

haye rama rama dil kho gaya
haye rama rama love ho gaya
haye rama rama ye gajab ho gaya
bich bajariya lut gayo mai
haye rama rama dil kho gaya
haye rama rama love ho gaya
haye rama rama ye gajab ho gaya
pad gayi mai to muskil me

ki jhumki pahni hi thi lagaya tha surma
mai nikali thi yuhi bahar lag gaya majma
tab se dil ki na jan saki jab dil ye hua uska
haye rama rama dil kho gaya
haye rama rama love ho gaya
haye rama rama ye gajab ho gaya
bich bajariya lut gayo mai
haye rama rama dil kho gaya
haye rama rama love ho gaya
haye rama rama ye gajab ho gaya
pad gayi mai to muskil me.