Sheet Leher (Tia) Lyrics | Lanka

                        
                        sheet lahar hai bheege se par hai,
thodi si dhoop mangi hai ankho bhar hai
neela gagan or thahara hua kuch pani hai
sheet lahar hai
sunsan raho pe kyo saramshar saye hai
baddua si lagti hai kyo kosti hawaye hai
sunsan raho pe kyo saramshar saye hai
baddua si lagti hai kyo kosti hawaye hai
hamse kya gunah hua hai, kaisi ye sajaye hai
bheegi najar hai,shayamo sahar hai
thodi di khair mangi hai, ankho bhar hai
neela gagan or thahara hua kuch pani hai
sheet lahar hai

din tha din tha rat udherha, din azad hai kahdo na
bheetar bheetar kitani umas hai
thodi sanse dedo na
thode thode par hai, kuch akash bhi dedo na
bheetar bheetar kitani umas hai
thodi sanse dedo na

gumsum paharo pe jab suraj ye jalta hai
khare khare ansuo se jakham or jalta hai
gumsum paharo pe jab suraj ye jalta hai
khare khare ansuo se jakham or jalta hai
tairata hai rasto pe, ek dhua sa khalta hai
lamba safar hai, bisre dagar hai
thodi si rah baaki hai
ankho bhar hai neela gagan or
thahara hua kuch pani hai sheet lahar hai.