Indian Film History

Sawaar Loon Lyrics

From Lootera (2013)

Duration
4:31
Hawa ke jhonke aaj Mausamon se rooth gaye Gulon ki shokhiyaan jo Bhanwre aake loot gaye Badal rahi hai aaj Zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun naa Main bhi dil ka haal zara Sanwaar loon haaye sawaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon Hawa ke jhonke aaj Mausamon se rooth gaye Gulon ki shokhiyaan jo Bhanwre aake loot gaye Badal rahi hai aaj Zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun naa Main bhi dil ka haal zara Sanwaar loon haaye sawaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon Baramade puraane Hain nayi si dhoop hai Jo palke khatkhata Raha hai kiska roop hai Shararatein kare Jo aise bhoolke hijab Kaise usko naam se Main pukar loon Sawaar loon sawaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon Yeh saari koyalein Bani hain aaj daakiyan Kuhu kuhu mein Chitthiyan padhe mazakiyaan Yeh saari koyalein bani Hain aaj daakiyan Kuhu kuhu mein chitthiyan Padhe mazakiyaan Inhe kaho ki naa chhupaaye Kisne hai likha bataaye Uski aaj main nazar utaar loon Sawaar loon haaye sawaar loon Sawaar loon sawaar loon! Hawa ke jhonke aaj Mausamon se rooth gaye Gulon ki shokhiyaan jo Bhanwre aake loot gaye Badal rahi hai aaj Zindagi ki chaal zara Issi bahaane kyun naa Main bhi dil ka haal zara.

More songs from Lootera

Sawaar Loon Lyrics - Lootera (2013) | Indian Film History