Indian Film History

Shikayatein Lyrics

From Lootera (2013)

Duration
4:44
Shiqaayatein mitaane lagi Subah bedaag hai Subah bedaag hai Jo barf ko galane lagi Kahin to aag hai Kahin to aag hai Naa udne ki iss dafaa thaani Parindo ne bhi wafaa jaani Andhere ko baahon mein leke Ujaale ne ghar basaaya hai Churaya tha jo chukaya hai Shikayatein mitaane lagi Subah bedag hai Subah bedag hai Jo barf ko galane lagi Ek jeet tu hai ek Haar main hoon Haar jeet jode Jo taar main hoon Ek jeet tu hai ek Haar main hoonhoo Bataayein bin Galtiyaan ginaayein Sitare jab bhi Sadaasulaayein Luteroon ko Baghban banaayein Naseebon ki baat hai Nasibon ki baat hai Zameer ki kahaani hai yeh Yehi bairaag hai Yehi bairaag hai Shikayatein mitaane lagi Naa udne ki iss dafaa thaani Parindo ne bhi wafaa jaani Andhere ko baahon mein leke Ujaale ne ghar basaaya hai Churaya tha jo chukaaya hai Shiqayatein mitaane lagi Subah bedaag hai Subah bedaag hai.

More songs from Lootera

Shikayatein Lyrics - Lootera (2013) | Indian Film History