Indian Film History

Aadmi Nirbal Samay Lyrics

From Maharaja Vikram (1965)

Lyricist
B D Mishra
Duration
3:31
Bal na vidhaya aur na Shahas kam aata Hoke rehta wo jo Likh deta vidata Samay se hara savyam Bhagwan hai Aadmi nirbal samay Balwan hai Aadmi tinka samay Toofan hai Aadmi nirbal samay Balwan hai Aadmi tinka samay Toofan hai Paas jiske raz Tha sukh tha Bhagwan the Naam tha eshvariy tha Dhan tha ratan the Jo praja ka tha dulara Pran pyara Swrag ko dharti pe Tha jisne utara Aaj uska ho raha Apman hai Aadmi nirbal samay Balwan hai Aadmi tinka samay Toofan hai Dusro ki nav ka Jo tha khivaiya Besahare hai Usiki aaj naiya Jo kabhi deta raha Sabko sahara Ja raha wo thokare Khata bechara Mangta sabse daya Ka dan hai Aadmi nirbal samay Balwan hai Aadmi tinka samay Toofan hai.

More songs from Maharaja Vikram

Aadmi Nirbal Samay Lyrics - Maharaja Vikram (1965) | Indian Film History