Aao Meet Hamare Lyrics | Maharaja Vikram

                        
                        Aao meet hamare jiyara
Tumko pukare
Aao paritam pyare
Aao meet hamare jiyara
Tumko pukare
Aao paritam pyare
Aao

Kaun jatan kar tum tak aau
In ankhiyan ki pyas bhujau
Kaun jatan kar tum tak aau
In ankhiyan ki pyas bhujau
Haye karu kya rah na sujhe
Ghere hai andhiyare
Aao meet hamare jiyara
Tumko pukare
Aao paritam pyare
Aao

Main tumse bichhdi hu aise
Sanjh se dur sawera jaise
Main tumse bichhdi hu aise
Sanjh se dur sawera jaise
Hum tum dono dur bhay jo
Nadiya ke do kinare
Aao meet hamare jiyara
Tumko pukare
Aao paritam pyare
Aao.