Na Darwaja Na Khidki Lyrics | Main Tera Aashiq

                        Na darwaja na khidki jharokha
Na darwaja na khidki jharokha bhi na banvaya
To phir ye dard kis raste se is dil mein chala aaya

Woh pal hai khoye kahaan puchhe ye tanhaaiya
Dil mein chhupi hai aaj bhi yaadon ki parchhaiya

Badi mushkil se phir humne to iss dil ko hai behlaya
Na darwaja na khidki jharokha bhi na banvaya
To phir ye dard kis raste se is dil mein chala aaya
Na darwaja na khidki jharokha bhi na banvaya

Humne to socha na thaa aisa bhi ho jaayega
Tere bina humko sanam jeena nahin aayega

Mere dil mein kyun reh reh ke
Hai mujhko hi tadapaya
Na darwaja na khidki jharokha bhi na banvaya
To phir ye dard kis raste se is dil mein chala aaya
Na darwaja na khidki jharokha bhi na banvaya
To phir ye dard kis raste se is dil mein chala aaya
Na darwaja na khidki jharokha bhi na banvaya.