Indian Film History

Yaar Mil Jaaye Mujhe Lyrics

From Main Tera Aashiq (1994)

Lyricist
Deepak Sneh
Duration
5:26
Yaar mil jaaye mujhe Rab ki khudaai na mile Pyaar mein jaan chali jaaye Pyaar mein jaan chali jaaye Judaai na mile Yaar mil jaaye mujhe Rab ki khudaai na mile Pyaar mein jaan chali jaaye Pyaar mein jaan chali jaaye Judaai na mile Yaar mil jaaye mujhe Rab ki khudaai na mile Main apne daaman mein Pyaar ki aag chhupaun Yaar ko aanch na aaye Main chahein jal jaaun Main apne daaman mein Pyaar ki aag chhupaun Yaar ko aanch na aaye Main chahein jal jaaun Uski dhoon mein baithi Har pal main ye sochu Lage huye hai pehre ud ke kaise pohchu Uski yaadon se mujhko rihaai na mile Pyaar mein jaan chali jaaye Pyaar mein jaan chali jaaye Judaai na mile Yaar mil jaaye mujhe Rab ki khudaai na mile Soch liya hai maine Yaar bina nahin rehna Pyaar hai mera ibadat Aur nahin kuchh kehna Soch liya hai maine Yaar bina nahin rehna Pyaar hai mera ibadat Aur nahin kuchh kehna Raha hai mera waada Khali maine kasmein Uski ho jaaungi Todke saari rashmein Pyaar ka dard mile Gham ki sahaai na mile Pyaar mein jaan chali jaaye Pyaar mein jaan chali jaaye Judaai na mile Yaar mil jaaye mujhe Rab ki khudaai na mile Yaar mil jaaye mujhe Rab ki khudaai na mile.

More songs from Main Tera Aashiq

Yaar Mil Jaaye Mujhe Lyrics - Main Tera Aashiq (1994) | Indian Film History