Indian Film History

Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics

From Maine Pyar Kiya (1989)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
6:47
Tum ladki ho main ladka hoon Tum aai to sach kaheta hoon Aaya mausam dosti ka Ke aaya mausam dosti ka Main ladki hoon tum ladke ho Yuh lagta hai jab milte ho Aaya mausam dosti ka Ke aaya mausam dosti ka La la la la laa laa La la la la laa laa Jaane kyu lagta hai Meri tumhari pehle se pehchaan hai Jaane kyu lagta hai Meri tumhari pehle se pehchaan hai Tum maan itna Jo de rahe ho Mujhpe yeh ehsaan hai Ehsaanon ki baatein chodo Aao humse naata jodo Aaya mausam dosti ka Ke aaya mausam dosti ka Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar Karajva pe laagi nazar ki katar Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar Karajva pe laagi nazar ki katar Ari deewani na kar naadani haye dhaiya Teri baatein hain, badi toofani acha Nahin yeh mausam dillagi ka are re Nahin yeh mausam khud khushi ka Rishta nahin hai dono ko phir bhi Baandhe koi dor hai Rishta nahin hai dono ko phir bhi Baandhe koi dor hai Is dosti ko kya naam de hum Yeh baat kuch aur hai Deewana pan keh sakte ho Dil ki dhadkan keh sakte ho Aaya mausam dosti ka Ke aaya mausam dosti ka.

More songs from Maine Pyar Kiya

Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics - Maine Pyar Kiya (1989) | Indian Film History