Indian Film History

Dil Deewana (female) Lyrics

From Maine Pyar Kiya (1989)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
5:55
Oh ho la la la la la la Oh ho ho Dil deewana bin sajna ke Maane na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dhak dhak bole it ut dole Din raina Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Duniya maange apni muraadein Main to maangoon saajan Ho ho hoooo Duniya maange apni muraadein Main to maangoon saajan Rahe salaamat mera sajna Aur sajna ka aangan Iske siva dil rab se Kuchh bhi chaahe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ho ho ho ho hooo La la la la la La la la la la Ho ho ho ho hooo La la la la la La la la la la Jeeye chaahe banake aanchal Tumko lapetoon tan pe Ho ho ho hooo Jee ye chaahe banake aanchal Tumko lapetoon tan pe Kabhi ye sochoon main ud jaoon tumko liye gagan pe Aur bhi kuchh hain Dil ke iraade kya kehna Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na Dil deewana bin sajna ke Maane na Ye pagla hai samjhaane se Samjhe na.

More songs from Maine Pyar Kiya

Dil Deewana (female) Lyrics - Maine Pyar Kiya (1989) | Indian Film History