Indian Film History

Machalta Hua Dil Lyrics

From Man Ka Meet (1950)

Duration
3:34
O Sambhala Na Jaaye O Sambhala Na Jaaye Machalta Hua Dil Sambhala Na Jaaye Machalta Hua Dil Sambhala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Machalta Hua Dil Sambhala Na Jaaye Machalta Hua Dil Bahar Aa Gayi Apne Ujde Chaman Mein Bahar Aa Gayi Apne Ujde Chaman Mein Umange Machalne Lagi Aaj Man Mein Umange Machalne Lagi Aaj Man Mein Umango Ka Toofa Haye Toofa Sambhala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Machalta Hua Dil Sambhala Na Jaaye Machalta Hua Dil Dikha Dunga Tujhko Baharo Ki Duniya Dikha Dunga Tujhko Baharo Ki Duniya Luta Dunga Tujh Par Sitaro Ki Duniya Luta Dunga Tujh Par Sitaro Ki Duniya Kahi Humko Wado Haye Wado Se Tala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Machalta Hua Dil Sambhala Na Jaaye Machalta Hua Dil Rahega Jawa Do Dilo Ka Fasana Rahega Jawa Do Dilo Ka Fasana Hume Yaad Karta Rahega Zamana Hume Yaad Karta Rahega Zamana Ke Parda Mohabbat Haye Mohabbat Pe Dala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Yeh Kanta Kisi Se Nikala Na Jaaye Machalta Hua Dil Sambhala Na Jaaye Machalta Hua Dil.

More songs from Man Ka Meet