Nigaho Se Kehti Hai Lyrics | Man Ka Meet

                        
                        nigaho se kahti hai dil ke fasane
jawani ki bate jawani ki bate
jawani hi jane
jawani ki bate jawani ki bate
jawani hi jane
nigaho se nigaho se na jana
nigaho se kahti hai dil ke fasane
dil ke fasane jawani ki bate
jawani ki bate jawani hi jane

jawani ki gardan ko jhukate na dekha
jawani ki gardan ko jhukate na dekha
kisi ne ye tufan rukate na dekha
kisi ne ye tufan rukate na dekha
jawani ka har tir baitha nishane
jawani ka har tir baitha nishane
nigaho se nigaho se na jana
nigaho se kahti hai dil ke fasane
dil ke fasane jawani ki bate
jawani ki bate jawani hi jane

na aana na jaana na milna milaana
na aana na jaana na milna milaana
kabhi ye bahana kabhi wo bahana
kabhi ye bahana kabhi wo bahana
hume mar dala bahane bahane
hume mar dala bahane bahane
nigaho se nigaho se na jana
nigaho se kahti hai dil ke fasane
dil ke fasane jawani ki bate
jawani ki bate jawani hi jane