Indian Film History

Chhup Kar Nazar Se Dekh Lo Lyrics

From Mano Na Mano (1955)

Singers
Mukesh
Lyricist
Indeevar
Duration
3:03
Chhup kar nazar se dekh lo Tum chhup nahi sakte kahin Behrup mein ik saaye ke Main saath hi lehraaunga Lehraaunga Awaaz hai ye pyaar ki Tadpoge to muskaaunga Tadpa hun main Tadpa hun main Tadpa hun main Tadpaaunga awaaz hai Chaahe raho jaa kar kahin Jaa kar kahin Paaoge tum mujhko wahin Mujhko wahin Ki band gar aankhen zaraa Main khwaab ban kar aaunga Aaunga Awaaz hai ye pyaar ki Tadpoge to muskaaunga Awaaz hai Kyun is qadar hairaan ho Hairaan ho Maasum ho anjaan jo Anjaan jo Tum kaun ho malum hai Main kaun hun batlaaunga Batlaaunga Awaaz hai ye pyaar ki Tadpoge to muskaaunga Tadpa hun main Tadpa hun main Tadpa hun main Tadpaaunga awaaz hai Awaaz hai awaaz hai Awaaz hai.

More songs from Mano Na Mano

Chhup Kar Nazar Se Dekh Lo Lyrics - Mano Na Mano (1955) | Indian Film History