Indian Film History

Rat Hai Kuch Aisi Baat Hai Lyrics

From Mano Na Mano (1955)

Lyricist
Indeevar
Duration
2:34
raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi naino me neend ka nasha naino me neend ka nasha bedrdiya bedrdiya, baat hai kuch aisi ho ho ho ho kahta hai dil tujhe paas aake dekhu kahta hai dil tujhe paas aake dekhu hanskar to dekha hai sharma ke dekhu sharma ke dekhu aata hai kitana majaa, aata hai kitana majaa o bedrdiyaa ho mera jhume jiya bedrdiya raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi naino me neend ka nasha naino me neend ka nasha bedrdiya bedrdiya raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi ho ho ho ho kyu dekhu saagar ki uthti tarange kyu dekhu saagar ki uthti tarange kam to nahi mere dil ki ummange dil ki ummange dil me ek tufaa utha, dil me ek tufaa utha o bedrdiyaa ho mera jhume jiya bedrdiya raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi naino me neend ka nasha naino me neend ka nasha bedrdiya bedrdiya raat hai kuch aisi, baat hai kuch aisi

More songs from Mano Na Mano

Rat Hai Kuch Aisi Baat Hai Lyrics - Mano Na Mano (1955) | Indian Film History