Indian Film History

Mera Bachpan Wapas Aaya Lyrics

From Mashuqa (1953)

Singers
Suraiya
Music
Roshan
Lyricist
Shailendra
Duration
3:04
Mera bachpan Mera bachpan wapas aaya Blaiya lu mein bar bar ko Gal blaiya dar muskuraya Balaiya lu mein bar bar ko Apna sabkhuch de ke lal mein Teri kher banau Najar na lage duniya ki Tujhe palko mein chupau Meri godi mein sab jag aaya aBlaiya lu mein bar bar ko Tu mere din ka suraj Raat ko chanda chanda ki uziyari Tu mere din ka suraj Raat ko chanda chanda ki uziyari Khadi tere duaare sare dukha har le Ram kare rakhawali ram kare rakhawali Tune bujta deep jalaya Balaiya lu mein bar bar ko Mera bachpan Mera bachpan wapas aaya Balaiya lu mein bar bar ko Es darpan me mukha dekhu me Aur khusi se jhumu Dekho mera balakpan mein Apna mukhada chumu Mujhe mohe aaj meri chaya Blaiya lu mein bar bar ko Mera bachpan Mera bachpan wapas aaya Balaiya lu mein bar bar ko.

More songs from Mashuqa