Indian Film History

Mere Man Mein Uthe Umang Lyrics

From Mashuqa (1953)

Singers
Suraiya
Music
Roshan
Duration
3:20
Mere man mein Uthe umang balam Banke main Banke main tarang Samaa jaaun Samaa jaaun Tere dil mein samaa jaaun Mere pyaare piyaa Kyaa tumne kiyaa Mere pyaare piyaa Kya tumne kiyaa Mera pehli nazar mein Dil chheen liyaa Ho mera pehli nazar mein Dil chheen liyaa Main aaj jhhoom jhoom gaaun balam Banke main Banke main tarang Samaa jaaun Samaa jaaun Tere dil mein samaa jaaun Mere man mein uthe umang balam Banke main Banke main tarang Samaa jaaun Samaa jaaun Tere dil mein samaa jaaun Gaate huye saawan mein Rimjhim ki boliyaan Gaate huye saawan mein Rimjhim ki boliyaan Nainon se Nainon se bhar loongi Nainon ki jholiyaan Nainon se bhar loongi Nainon ki jholiyaan Nainon ki jholiyaan Aajaa piyaa Aajaa piyaa Aajaa chhoo le mujhe Aajaa chhoo le mujhe Jo tu chhoo le mujhe Main teri ho jaaun balam Banke main Banke main tarang Samaa jaaun Samaa jaaun Tere dil mein samaa jaaun Ud jaaun piyaa Teraa leke jiyaa Ud jaaun piyaa Teraa leke jiyaa Maine baadal ko Aanchal mein baandh liyaa Ho maine baadal ko Aanchal mein baandh liyaa Main aaj phooli na samaaun balam Banke main Banke main tarang Samaa jaaun Samaa jaaun Tere dil mein samaa jaaun Mere man mein uthe umang balam Banke main Banke main tarang Samaa jaaun Samaa jaaun Tere dil mein samaa jaaun.

More songs from Mashuqa

Mere Man Mein Uthe Umang Lyrics - Mashuqa (1953) | Indian Film History