Indian Film History

Khamakha Lyrics

From Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)

Lyricist
Gulzar
Duration
3:39
Halki Halki Aahein Bharna Takiye Mein Sar De Ke Dheeme Dheeme Sargoshi Mein Baatein Karna Pagalpan Hai Aise Tumpe Marna Ubla Ubla Kyun Lagta Hai Ye Badan Ye Jalan Tto Khamakha Nahi Khamakha Nahi Ye Khalish Jo Hai Wo Khamakha Nahi Haan Tapish Tto Hai Par Khamakha Nahi Ye Khalish Jo Hai Wo Khamakha Nahi Haan Tapish Tto Hai Par Khamakha Nahi Jo Nahi Kiya Kar Ke Dekhna Saans Rok Ke Mar Ke Dekhna Ye Bewajah Besabab Khamkha Nahi Ye Khamakha Nahi Ye Khamakha Nahi Ye Khamakha Nahi Saari Saari Raat Ka Jagna Khidki Pe Sar Rakh Ke Rote Rehna Ummeedon Ka Jalna Bujhna Paagalpan Hai Aise Tumpe Marna Khali Khali Do Aankhon Mein Ye Namak Ye Chamak Tto Khamakha Nahi Khamakha Nahi Fikr Rehti Hai Jo Khamakha Nahi Rikr Rehta Hai Jo Khamakha Nahi Ashq Aankhon Mein Bhar Ke Dekhna Aaina Kabhi Darr Ke Dekhna Ye Bewajah Besabab Khamakha Nahi Deewangi Sahi Ye Khaamakha Nahi Haa Junoon Tto Hai Par Khamakha Nahi Sada Bhawani Tahi Jai Ho Pyara Gauri Putra Ganesh Paanch Dev Raksha Kare Ho Pyara Brahma Vishnu Mahesh Kasam Yo Des Mera Se Harya Bharya Haryana Seedhe Saade Log Ade Ke Doodh Dahi Ka Khana Bolo Ram Ram Ram Ram Ram Bolo Ram Ram Ram Bhai Ram Ram Ram.

More songs from Matru Ki Bijlee Ka Mandola

Khamakha Lyrics - Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) | Indian Film History