Ankhiya Shyam Milan Ki Pyasi Lyrics | Meera Shyam

                        
                        ankhiya shyaam milan ki pyaaasi
shyaam milan ki pyaaasi
ankhiya shyaam milan ki pyaaasi
ankhiya shyaam milan ki pyaaasi
ankhiya shyaam milan ki pyaaasi

prem bel hari charnan lipti
charnankamal abhilashi
tumhi dwaarkadhish tumhi hari
vrindavan ke vaasi
shyaam milan ki pyaaasi
ankhiya shyaam milan ki pyaaasi

kaal karam kaaya maaya sab
simat gayi chhaya si
tair bani mohan murli me
tair bani mohan murli me
meera shyaam ki daasi
shyaam milan ki pyaaasi
ankhiya shyaam milan ki pyaaasi
ankhiya shyaam milan ki pyaaasi

hari sab me sab hari me dekhe
kate fand chaurasi
shyaam tumhaare dwaar pukaarun
shyaam tumhaare dwaar pukaarun
kaato jam ki faasi
kaato jam ki faasi
meera shyam ki daasi
namo namo krishanaam
namo namo meera shyam
namo namo krishanaam
namo namo meera shyam
namo namo krishanaam
namo namo meera shyam
namo namo krishanaam
namo namo meera shyam
krishanaam, meera shyam
krishanaam, meera shyam
krishanaam, meera shyam
krishanaam, meera shyam.