Tumre Karan Sab Sukh Chhoda Lyrics | Meera Shyam

                        
                        tumhare karan tumhare karan tumhare karan
tumhare karan sab kuch choda
ab mohe kyun tarsao
tumhare karan tumhare karan sab kuch choda
ab mohe kyun tarsao
tumhare karan tumhare karan

virah vitha lagi urarantar
virah vitha lagi urarantar so tum aaye bujhao
tumhare karan tumhare karan sab kuch choda
ab mohe kyun tarsao
tumhare karan tumhare karan

ab chodat nahi bane pharbhu ji
ab chodat nahi bane pharbhu ji
ab chodat nahi bane pharbhu ji
hashkar tuarnt bulao
tumhare karan tumhare karan sab kuch choda
ab mohe kyun tarsao
tumhare karan tumhare karan

meera dasi meera dasi janam janam ki
meera dasi janam janam ki
ang se aang lagao
tumhare karan tumhare karan sab kuch choda
ab mohe kyun tarsao
tumhare karan tumhare karan
tumhare karan tumhare karan
tumhare karan tumhare karan.