Indian Film History

Tujhe Chor Kahoon Ya Qaatil Lyrics

From Meharbaani (1982)

Duration
4:14
Tujhe chor kahu ya qatil O baato baaton mein tune mera dil Kar liya chori haay haay chori O baato baaton mein tune mera dil O chhori tujhe chor kahu ya qatil Haay haay qatil Bedard sitam o beparwaah Bekal chanchal chatkili si Dil sakht qayamat patthar saa Aur baate narm rasili si Kazraari aa aankh katili si Matwaari naar hatili si O akhiyaan mast nasheeli si Kuchh kaali si kuchh peeli si O tujhe chor kahu ya qatil Haay haay qatil Roothe machale so swang kare Baaton mein lade nazron mein mile Aye hosh qayamat kaatil ka Jo baat kahoon woh sab samjhe Yeh sokhi suphurti betaabi Bijali ki tarah chamke chamke Chanchak achpal chatke matke Sar khole kaampe has haske O tujhe chor kahu ya qatil Haay haay qatil Jee chahe tujhe baahon mein liye Kho jaaun mast baharon mein Haan door kahin phir udd jaaun Haste huye chaand sitaaron mein Aye husn ki malika dil le kar Ab khoone tamanna na phirna Jo aaj kahoon mujhe kehna de Kisi baat pe tu na na karna Tujhe chor kahu ya qatil O baato baaton mein tune mera dil Kar liya chori haay haay chori O baato baaton mein tune mera dil O chhori tujhe chor kahu ya qatil Haay haay qatil.

More songs from Meharbaani

Tujhe Chor Kahoon Ya Qaatil Lyrics - Meharbaani (1982) | Indian Film History