Indian Film History

Itna To Yaad Hai Mujhe Lyrics

From Mehboob Ki Mehndi (1971)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:20
Itna to yaad hai mujhe o Itna to yaad hai mujhe haay Itna to yaad hai mujhe Ke un se mulaaqaat hui Itna to yaad hai mujhe Ke un se mulaaqaat hui Baad men jaane kya huaa O baad men jaane kya huaa O baad men jaane kya huaa Naa jaane kya baat hui O baad men jaane kya huaa Naa jaane kya baat hui Itna to yaad hai mujhe o Itna to yaad hai mujhe haay Itna to yaad hai mujhe Ke un se mulaaqaat hui O baad men jaane kya huaa O baad men jaane kya huaa Naa jaane kya baat hui Itna to yaad hai mujhe Vaade vafaa ke karz apne chukaake Kisi se dil lagaake chalaa aaya Nazaren milaake nind apni ganvaake Kasak dil men basaake chalaa aaya Din to guzar jaayegaa Din to guzar jaayegaa Din to guzar jaayegaa kya Hogaa jab raat hui Din to guzar jaayegaa kya Hogaa jab raat hui Itna to yaad hai mujhe Maare hayaa ke main to Aankhen jhukaake Zaraa daaman bachaake chali aayi Pardaa hataake un Ki baaton men aake Unhen suurat dikhaake chali aayi Kis se shiqaayat karuun Kis se shiqaayat karuun Kis se shiqaayat karuun Sharaarat mere saath hui Kis se shiqaayat karuun Sharaarat mere saath hui Itna to yaad hai mujhe Thi ik kahaani Pahale ye zindagaani Tumhen dekhaa to Jinaa mujhe aaya Dilbar-o-jaani sharm Se paani paani Hui main bas Pasina mujhe aaya Aise main bhig gayi Aise main bhig gayi Aise main bhig gayi Jaise ke barasaat hui Aise main bhig gayi Jaise ke barasaat hui Itna to yaad hai mujhe o Itna to yaad hai mujhe haay Itna to yaad hai mujhe ke Un se mulaaqaat hui Itna to yaad hai mujhe ke Un se mulaaqaat hui Itna to yaad hai mujhe Itna to yaad hai mujhe Itna to yaad hai mujhe.

More songs from Mehboob Ki Mehndi