Indian Film History

Mehboob Ki Mehandi Haathon Mein Lyrics

From Mehboob Ki Mehndi (1971)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:52
Taaron ki baaraaton mein Bheegi bheegi barsaaton mein Soyi soyi jaagi jaagi khoyi khoyi Chandani raaton mein raaton mein Raaton mein ho raaton mein Raaton mein ho raaton mein Phir nind kahaan aati hai Phir nind kahaan aati hai Jo lag jaati hai mehboob ki Mehandi haathon mein O o o raaton mein raaton mein Phir nind kahaan aati hai Jo lag jaati hai mehboob ki Mehandi haathon mein Ho raaton mein Jinamein khili hum Ban ke kaliyaan Yeh baabul ki galiya Yeh baabul ki galiya Chhodake inako bhulega Dil kaise yeh rang raliya Yeh galiya jo yaad aati hai Baras jaati hai yeh Aankhein barsaaton mein O o o o raaton mein O o o o ho ho ho o o o o Tumako mubaarak din yeh Suhaana hamako bhul na jaana Hamako bhul na jaana Sun shaadi ke baad Saheli dil ka haal sunaana Batalaana kati kaise Raatein huyi haay Baatein kya pehali Mulaakaaton mein O raaton mein Saare rishte sachche Jhuthe ik na ik din tute Par inn haathon se mehandi Ka rang kabhi na chhute Kya baat hai allaah duhaayi Najar bhar aayi kyun Teri baaton baaton mein O o o o raaton mein phir Nind kahaan aati hai Jo lag jaati hai mehboob ki Mehandi haathon mein Ho raaton mein Mehboob ki mehandi haathon Mein ho o o raaton mein Mehboob ki mehandi haathon Mein ho o o raaton mein Mehboob ki mehandi haathon mein Mehboob ki mehandi haathon mein.

More songs from Mehboob Ki Mehndi

Mehboob Ki Mehandi Haathon Mein Lyrics - Mehboob Ki Mehndi (1971) | Indian Film History