Indian Film History

Jeena Yahan Marna Yahan Lyrics

From Mera Naam Joker (1970)

Singers
Mukesh
Duration
4:28
Jeena yahan marna yahan Iske siva jaana kahan Jeena yahan marna yahan Iske siva jaana kahan Ji chahe jab humko awaaz do Hum hain wahin hum thhe jahan Apne yahin dono jahan Iske siva jana kahan Yeh mera geet jeevan sangeet Kal bhi koi dohrayega Yeh mera geet jeevan sangeet Kal bhi koi dohrayega Jag ko hasane bahrupiya Roop badal phir aayega Swarg yahin nark yahan Iske siva jana kahan Ji chahe jab humko awaaz do Hum hain wahin hum thhe jahan Apne yahin dono jahan Iske siva jana kahan Kal khel mein hum ho na ho Gardish mein taare rahenge sada Kal khel mein hum ho na ho Gardish mein taare rahenge sada Bhoolenge hum bhoologe tum Par hum tumhare rahenge sada Rahenge yahin apne nishan Iske siva jana kahan Ji chahe jab humko awaaz do Hum hain wahin hum thhe jahan Apne yahin dono jahan Iske siva jana kahan Jeena yahan marna yahan Iske siva jaana kahan.

More songs from Mera Naam Joker

Jeena Yahan Marna Yahan Lyrics - Mera Naam Joker (1970) | Indian Film History