Kehta Hai Joker Sara Zamana Lyrics | Mera Naam Joker

Lyricist :
Music Director : Raj Kapoor , Shankar Jaikishan
Singer : Mukesh
                        
                        Kehta hai joker saara jamaana
Aadhi haqikat aadha fasana
Chashma utaaro phir yaaro dekho
Duniya nahi hai chehra purana
Kehta hai joker saara jamaana
Aadhi haqikat aadha fasana
Kehta hai joke…

Apne pe hans kar jag ko hansaya
Ban ke tamasha mele main aaya
Apne pe hans kar jag ko hansaya
Ban ke tamasha mele main aaya
Mele main aaya
Hindu na mulsim, poorab na pashchim
Hindu na mulsim, poorab na pashchim
Mazhub hai apna, hansna hansaana
Kehta hai joker saara jamaana
Aadhi haqikat aadha fasana
Kehta hai joker …

Dhakke pe dhakka, rele pe rela
Hai bheed itni, par dil akela
Dhakke pe dhakka, rele pe rela
Hai bheed itni, par dil akela
Par dil akela
Gham jab sataye, seeti bazana
Gham jab sataye, seeti bazana
Par maskhare se dil mat lagana

Aadhi haqikat aadha fasana
Chashma utaaro phir yaaro dekho
Duniya nahi hai chehra purana
Kehta hai joker saara jamaana
Aadhi haqikat aadha fasana
Kehta hai joke…