Its Rain Rain, Its Rain Rain Lyrics | Mere Dost Picture Abhi Baki Hai

                        its rain rain, its rain rain
its rain rain, its rain rain
it gives us pain
its rain rain, its rain rain
it gives us pain
aur bad jati hai is dil ki jalan barish me, barish me
aur bad jati hai is dil ki jalan barish me, barish me
ishq ki aag lagati hai agan barish me, barish me
ishq ki aag lagati hai agan barish me, barish me
its rain rain, its rain rain
it gives us pain

sanse meri jaan niklane lagi, jal me sanam mai to chalne lagi
sanse meri jaan nikalne lagi, jal me sanam mai to chalne lagi
chahat ka alam machalne laga, garmi se teri pighalne laga
kitna tadpati hai, kitna tadpati hai
mosam ki chuban barish me, barish me
aur bad jati hai is dil ki jalan barish me, barish me

sawan pe jaise khumar aa gaya, dilbar mujhe tujhse pyar aa gaya
sawan pe jaise khumar aa gaya, dilbar mujhe tujhse pyar aa gaya
bechainiyo ko karar aa gaya, dilwar mujhe tujhpe pyar aa gaya
jism bahakati hai, jism bahakati hai
hotho ki chuan barish me, barish me