Indian Film History

Aao Na Gale Lag Jao Lyrics

From Mere Jeevan Saathi (1972)

Duration
4:57
He aao na gale lagalo na Lagi bujha do na o jaane ja Tum ne jo agan lagayi hai To chooke dekho Na kahaan kahaan Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Pa pa pa.. Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Aao na gale lagalo na lagi Bujha do na o jaane ja Tum ne jo agan lagayi hai To chooke dekho Na kahaan kahaan Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Bb bb bb bb bb Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Kaise sharmeele ho jaani Aaja aaja na lehrake he Duniya se darte ho to mein Saare deepak aayi Hoon bujhake he Ab to nahin koyi Ek tum ho aur hum Ta ra ta tar a ta ta pa pa.. Aao na gale lagalo na Lagi bujha do na o jaane ja Tum ne jo agan lagayi hai To chooke dekho Na kahaan kahaan Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Bb bb bb bb bb Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Behki main behki main behki Saajan kas lo in bahon Ka ghera haan haan Man hi na tarse milan ke Dilbar pyaasa pyaasa Tan bhi mera haan Mujhko in bahon Mein le lo na sanam Ta ra ta tar a ta ta pa pa.. Ru ru tu ru tu ru… Aao na gale lagalo na Lagi bujha do na o jaane ja Tum ne jo agan lagayi hai To chooke dekho Na kahaan kahaan Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna Bb bb bb bb bb Dekho seene mein kaisi Hulchul machi hai o saajna.

More songs from Mere Jeevan Saathi

Aao Na Gale Lag Jao Lyrics - Mere Jeevan Saathi (1972) | Indian Film History