Indian Film History

Deewana Leke Aaya Lyrics

From Mere Jeevan Saathi (1972)

Duration
4:47
Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Dekho kahin yaaron Thukra na dena mera nazrana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Aaj ka din hai Kitna suhana Jhoom raha pyar mera Poori ho dil ki Sari muradein Khush rahe yaar mera Ho ho chaand sa jeeivan Saathi mubarak Jeevan mein aana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Apne bhi hain kuchh Khwab adhure Kaun ab giney kitne Sach to ye hai mere Dost ke sapne bhi Hain mere apne Ho ho uski khushi ab Meri khushi hai Ae dil-e-deewana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Dekho kahin yaaron Thukra na dena mera nazrana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana Deewana leke aaya hai Dil ka taraana.

More songs from Mere Jeevan Saathi