Teen Gawah Hain Ishq Ke Lyrics | Mirzya

                        
                        aakash de par ab kuch nahi aakash te tu aur main
ta na na na na ta na na na na ho
tin gawah hain ishq ke ek rab hai ek tu aur main

sun zara kisliye gunjti hai zamin ho
aasmaan daastaan sun raha hai kahi ho
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main

ta na na na na ta na na na na
aasmaan khol ke dekhne do
us taraf shayad ek aur bhi ho
chalna rab koi raah na dekhta ho
ruh ko ruh se judne de ishq ki khushbu udne de
khwaab tha khwaab hai khwaab me rehne do
aasmaan daastaan sun raha hai kahi ho
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main
tin gawah hai ishq ke ek rab hai ek tu aur main