Indian Film History

Na Jaane Kya Jadoo Kiya Lyrics

From Mitti (2001)

Singers
Sonu Nigam
Duration
4:24
Na jane kya jadu kiya tune Dil deewana ho gaya Aaja ab to aaja ab to aaja ab to Aaja meri jaa Ye jo pyari si tadap hai Yahi pyar hai Anjana jo mere pyar se Mera yaar hai Na jane kya jadu kiya tune Dil deewana ho gaya Aaja ab to aaja ab to aaja ab to Aaja meri jaa Pyar ka main gau tarana Tujhe jo pukaru mai deewana Dil ki sada hai aashikana Ye jo mere dil ki sada hai Yahi pyar hai Anjana meri sada se Mera yaar hai Na jane kya jadu kiya tune Dil deewana ho gaya Aaja ab to aaja ab to aaja ab to Aaja meri jaa Tujhe sonp du zindagi main Tujhpe luta du har khushi main Teri hi karu bandagi main Ye jo mere dil mein wafa hai Yahi pyar hai Anjana meri wafa se Mera yaar hai Na jane kya jadu kiya tune Dil deewana ho gaya Aaja ab to aaja ab to aaja ab to Aaja meri jaa Ye jo pyari si tadap hai Yahi pyar hai Anjana jo mere pyar se Mera yaar hai Na jane kya jadu kiya tune Dil deewana ho gaya Aaja ab to aaja ab to aaja ab to Aaja meri jaa.

More songs from Mitti