Indian Film History

Ye Hai Calcutta Lyrics

From Mitti (2001)

Lyricist
Rahul Seth
Duration
5:11
Dil mera ud chale Ye hasi nazare dekh ke Metro trains mein Log kare savari every day Harpal hai yaha halchal Subaha yaha shuru se shuru hoti hai Hota hai din kai rango se bhara Sabse hasi yaha ki mithi boli hai Zannat yaha ha ha Ye hai calcutta pyara calcutta Dil mera ud chale Ye hasi nazare dekh ke Metro trains mein Log kare savari every day Harpal hai yaha halchal Par chhupe hua hai kuch aise insaan yaha Jinki insaniyat kho gayi jaane kaha Apne haatho se kar ke Barbadiya jo thakte nahi Yo sahaja ko jaane kisi pe Insaan ha ban sakte nahi Itna safar dekh ke dil ko aisa laga Kanto se bhar gaya ye pyara silsila Ha ye calcutta hamara calcutta Ha ye calcutta hamara calcutta Subaha nayi hai pyar ki zameen hai Hum dharati ka asama yaha Kuch bhi ho chahe zindadili hai Hai apnapan yaha ha Ye hai calcutta pyara calcutta Dil mera ud chale Ye hasi nazare dekh ke Metro trains mein Log kare savari every day Harpal hai yaha halchal Subaha yaha shuru se shuru hoti hai Hota hai din kai rango se bhara Sabse hasi yaha ki mithi boli hai Zannat yaha ha ha Ye hai calcutta pyara calcutta Ye hai calcutta pyara calcutta Ye hai calcutta pyara calcutta.

More songs from Mitti

Ye Hai Calcutta Lyrics - Mitti (2001) | Indian Film History