Indian Film History

Barhaan Dil Mein Ek Sawaal Aaya Lyrics

From Mr Singh / Mrs Mehta (2010)

Duration
5:36
Barhaan dil mein ek sawaal aaya Barhaan dil mein ek sawaal aaya Aaj socha to yeh khayal aaya Barhaan dil mein ek sawaal aaya Aaj socha to yeh khayal aaya Do kadam sath bas chale tum hum Humsafar to na the kabhi tum hum Barhaan dil mein ek sawaal aaya Teri baato pe musakraye aakhe Teri khushabu se gungunaye saase Mere iss dil ko hai bas ek hi gam Humsafar to na the kabhi tum hum Barhaan dil mein ek sawaal aaya Aaj socha to yeh khayal aaya Do kadam sath bas chale tum hum Humsafar to na the kabhi tum hum Barhaan dil mein ek sawaal aaya Aaj phir teri yaad aayi hai Paas mere meri tanhai hai Chalo achha hai tute sare bharam Humsafar to na the kabhi tum hum Barhaan dil mein ek sawaal aaya Aaj socha to yeh khayal aaya Do kadam sath bas chale tum hum Humsafar to na the kabhi tum hum Barhaan dil mein ek sawaal aaya.

More songs from Mr Singh / Mrs Mehta

Barhaan Dil Mein Ek Sawaal Aaya Lyrics - Mr Singh / Mrs Mehta (2010) | Indian Film History