Indian Film History

Boom Boom Laka Laka Boom Lyrics

From Mujrim (1989)

Duration
5:06
Boom boom laka laka boom Boom boom shakal laka boom boom Boom boom shakal laka boom boom Duniya mange kyu mange gadi bangla kothi Boom boom shakal laka boom boom Boom boom shakal laka boom boom Ek palang pe sona hai khana hai do roti Dunia mange kyu mange gadi bangla kothi Ek palang pe sona hai khana hai do roti Khale pile chai nse jile Masti mein tu jhum jhum Boom boom shakal laka boom boom Boom boom shakal laka boom boom Duniya mange kyu mange gadi bangla kothi Ek palang pe sona hai khana hai do roti Lut ke ham dunia ko apne jeb na bharte hai Tum jaiso ki khidmat se ye dil kuhsh karte hai Lut ke ham dunia ko apne jeb na bharte hai Tum jaiso ki khidmat se ye dil kuhsh karte hai Are bade bade hotel mein tune khana khaya hai Jeb tumhari sab ne kati tumhe banaya hai Mal tera ke oro ka tu niyat mat kar khoti Dunia mange kyu mange gadi bangla kothi Boom boom shakal laka boom boom Boom boom shakal laka boom boom Duniya mange kyu mange gadi bangla kothi Ek palang pe sona hai khana hai do roti Daulat wale kya jane kya bukh hoti hai Bukhe ki aankho se dekho jan bhi roti hai Daulat wale kya jane kya bukh hoti hai Bukhe ki aankho se dekho jan bhi roti hai Apne hatho hamne ye pakwan banaya hai Are khake dekho hamne isme pyar milaya hai Dil to bada hai gum hai kya dukan agar hai choti Boom boom shakal laka boom boom Boom boom shakal laka boom boom Duniya mange kyu mange gadi bangla kothi Ek palang pe sona hai khana hai do roti.

More songs from Mujrim