Mujrim Na Kehna Mujhe Lyrics | Mujrim

                        
                        Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai

Jis umar mein chhiye maa ka aachal
Mujhko salakhe mili
Dhandhe ke hatho me pustak ke badle
Hathkadiya dali kayi
Bachpan hi jab thane me bita
Jawani ka phir kya thikana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai

Main tha pasina bahane ko razi
Roti na phir bhi mili
Maine sarafat se jina chaha
Thoakr pe thokar lagi
Mai tha pasina bahane ko razi
Roti na phir bhi mili
Maine sarafat se jina chaha
Thoakr pe thokar lagi
Kaise bhi ho pet ki aag hai ye
Pet ki aag ko bujhana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai

Papo ki basti mein kaise rahega
Banke koi devta
Jeevan ke sangram mein sab munasif

Kya hai bhala kya hai bura
Insan lekin kabhi ye na bhule
Bhagwan ke ghar bhi jana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai.