Achha Ji Maaf Kar Do Lyrics | Musafir Khana

                        
                        Achha ji maaf kar do
Thoda insaaf kar do
Dil par jo teer chalaye
Unka hisab kar do
Achha ji maaf kar do
Thoda insaaf kar do
Dil par jo teer chalaye
Unka hisab kar do
Jao ji maaf kiya
Hamne insaf kiya
Is dil ko dil mein rakh
Ke jhagda hi saf kiya
Jao ji maf kiya
Hamne insaf kiya
Is dil ko dil mein rakh
Ke jhagda hi saf kiya
Accha ji maaf kar do

Teri najar to dil mein
Karke tufan gayi
Teri najar to dil mein
Karke tufan gayi
Teri ada hi thahri
Apni to jan gayi
Teri ada hi thahri
Apni to jan gayi
Achha ji maaf kar do
Thoda insaaf kar do
Dil par jo teer chalaye
Unka hisab kar do
Jao ji maaf kiya
Hamne insaf kiya
Is dil ko dil me rakh ke
Jhagda hi saf kiya
Achha ji maaf kar do

Chori se aaye dil me
Tumne kasur kiya
Chori se aaye dil me
Tumne kasur kiya
Dekha na bhala kyu
Ji itna garur kiya
Dekha na bhala kyu
Ji itna garur kiya
Achha ji maaf kar do
Thoda insaaf kar do
Dil par jo teer chalaye
Unka hisab kar do
Jao ji maf kiya
Hamne insaf kiya
Is dil ko dil mein rakh ke
Jhagda hi saf kiya
Achha ji maaf kar do

Sabse kahunga tune
Dil bekarar kiya
Sabse kahunga tune
Dil bekarar kiya
Mera hi banke dilbar
Mujhpe hi war kiya
Mera hi banke dilbar
Mujhpe hi war kiya
Achha ji maaf kar do
Thoda insaaf kar do
Dil par jo teer chalaye
Unka hisab kar do
Jao ji maaf kiya
Hamne insaf kiya
Is dil ko dil me rakh ke
Jhagda hi saf kiya
Achha ji maaf kar do

Tune wo chal chaldi
Jiska hisab nahi
Tune wo chal chaldi
Jiska hisab nahi
Chori or sina jori
Tera jawab nahi
Chori or sina jori
Tera jawab nahi
Achha ji maaf kar do
Thoda insaaf kar do
Dil par jo teer chalaye
Unka hisab kar do
Jao ji maaf kiya
Hamne insaf kiya
Is dil ko dil me rakh ke
Jhagda hi saf kiya
Achha ji maaf kar do.