Zara Si Baat Ka Huzoor Lyrics | Musafir Khana

                        
                        Zara si baat ka huzur
Ne fasana kar diya
Zara si baat ka huzur
Ne fasana kar diya
Aise ruthe ho ji saiyan
Ki deewana kar diya

Mukhase na boli mai to
Yun hi zara ban ke
Itani si baat pe ji
Chal diye tann ke
Mukhase na boli mai to
Yun hi zara ban ke
Itani si baat pe ji
Chal diye tann ke
Bas itani baat ka huzur
Ne fasana kar diya
Bas itani baat ka huzur
Ne fasana kar diya
Aise ruthe ho ji
Aise ruthe ho ji saiyan
Ki deewana kar diya
Zara si baat ka huzur ne

Aise ruthe ho ji saiyan ki
Deewana kar diya
Zara si baat ka huzur ne

Pyaar mein tere aise
Jiya mora dhadake
Kahani padi hai
Dil ki baat nazar se
Pyaar mein tere aise
Jiya mora dhadake
Kahani padi hai dil
Ki baat nazar se
Nazar ki baat ka huzur
Ne fasana kar diya
Nazar ki baat ka huzur
Ne fasana kar diya
Aise ruthe ho ji
Aise ruthe ho ji saiyan
Ki deewana kar diya
Zara si baat ka huzur ne

Jab se lagaayi tore
Pyaar ki bindiya
Chain dino ka khoya
Raato ki nindiya
Jab se lagaayi tore
Pyaar ki bindiya
Chain dino ka khoya
Raato ki nindiya
Mere din raat ka huzur
Ne fasana kar diya
Mere din raat ka huzur
Ne fasana kar diya
Aise ruthe ho ji
Aise ruthe ho ji saiyan
Ki deewana kar diya
Zara si baat ka huzur ne.