Apne Dil Mein Ae Logo Lyrics | Muskurahat

                        
                        Apne dil mein aye logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
Apne dil mein aye logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
In pahado ka dil
Banke dhadka hoon main
In pahado ka dil
Banke dhadka hoon main
Dhadkano ka nishan tumko mil jayega
Apne dil mein aye logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
Har subah log aate hain
Moj ki khatir meri vadi
Najare in pahado ke
Bhar deta hoon main jholi mein
Har subah log aate hain
Moj ki khatir meri vadi
Nazare in pahado ke
Bhar deta hoon main jholi mein
Bolo welcome mein

Kya doon main iske siva
Bolo welcome mein
Kya du main iske siva
Apne dil mein aye logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
Apne dil mein aye logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
Good by meri alvida
Jane walo ko yaha se door
Tum mujhe bhul jaoge
Yaad rakhunga main tumko zaroor
Good by meri alvida
Jane walo ko yaha se door
Tum mujhe bhul jaoge
Yaad rakhunga main tumko zaroor
Dil apna rakhta hoon main sabse chupa
Dil apna rakhta hoon main sabse chupa
Apne dil mein aye logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
Apne dil mein ae logo bithalo mujhe
Main tumhare kisi kaam aa jaunga
In pahado ka dil
Banke dhadka hoon main
In pahado ka dil
Banke dhadka hoon main
Dhadkano ka nishan tumko mil jayega
Apne dil mein aye logo bithalo mujhe

Main tumhare kisi kaam aa jaunga.