Indian Film History

Jitna Bana Sako Lyrics

From My Husband's Wife (2010)

Duration
3:26
Jitna bana sako deewana bana do Pyar ke do pal ko fasana bana do Jitna bana sako deewana bana do Pyar ke do pal ko fasana bana do Haan jitna bana sako Hoton pe aakar ruki hai jop baate Woh kehne ko tum se jhuki hai ye raate Zara bekhudi se tum apni kehdo Abhi aur karni hai sanam mulakaate Khayalo ko mere tarane bana do Pyar ke do pal ko fasana bana do Haan jitna bana sako deewana bana do Pyar ke do pal ko fasana bana do Haan jitna bana sako Khata aise koi na ho jaaye humse Nazar jhuk na jaaye humari sharam se Peela de nazar se mujhe jhaam jaanam Main pyasa hoon kitane janmo janam se Ye deewangi ko bahana bana do Pyaar ke do pal ko saza na bana do Jitna bana sako deewana bana do Pyar ke do pal ko fasana bana do Haan jitna bana sako deewana bana do Pyar ke do pal ko fasana bana do Jitna bana sako.

More songs from My Husband's Wife

Jitna Bana Sako Lyrics - My Husband's Wife (2010) | Indian Film History