Simat Kar Baahon Mein Lyrics | My Husband's Wife

                        
                        Simat kar baahon mein
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Kasam hai chahat ki maza aaye
Feel of you body makes me crazy
Feel of you body makes me crazy
You use greaming power for you
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Kasam hai chahat ki maza aaye

Hai pyasa mera mann sulagti hai dhadkan
Choom loon hotho ko kahe deewana pan
Haan hai pyasa mera
Mann sulagti hai dhadkan
Choom loon hotho ko kahe deewana pan
Meri bechaini ka nasha kam ho jaaye
Meri bechaini ka nasha kam ho jaaye
Kasam hai chahat ki maza aaye
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Kasam hai chahat ki maza aaye

Ye rang jawaa le le dil ke tufaan lele
Teri marzi ho to meri tu jaan le le
Ho ye rang jawaa le le dil ke tufaan lele
Teri marzi ho to meri tu jaan le le
Tadapti saanso mein nasha ab bharde tu
Tadapti saanso mein nasha ab bharde tu
Kasam hai chahat ki maza aaye
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Simat kar baahon mein agar tu aaye
Kasam hai chahat ki maza aaye.