Indian Film History

Suraj Ka Naya Chehra Lyrics

From My Name is Khan (2010)

Duration
3:18
Suraj ka naya chehra Tode darta har behra Jaane kyun har nazar Mein hai ik junoon Jo yahi kahe iss aandhi mein bhi Naa chodenge imaan o yaara Range de aman se aasman Range de aman se aasman Suraj ka naya chehra Baandhe rishton ka sehra Ye dagar bas ban jaaye ek lehar Jo yahi kahe iss aandhi mein bhi Naa chodenge imaan o yaara Range de aman se aasman Range de aman se aasman Jis gadi jazbaat ki aandhi chale Raahe rahem humpe roshan rahe Roshni ka saath hum de chale Jaane kyun har nazar Mein hai ik junoon Jo yahi kahe iss aandhi mein bhi Naa chodenge imaan o yaara Range de aman se aasman Range de aman se aasman Range de aman se aasman Range de aman se aasman.

More songs from My Name is Khan