Indian Film History

Mat Ro Suhagan Lyrics

From Nagin Aur Suhagan (1979)

Lyricist
Kavi Pradeep
Duration
4:05
Mat ro suhagan tere liye Ab aansu bahana hai mana Mat ro suhagan tere liye Ab aansu bahana hai mana Kismat ke pase palat gaye hai Kismat ke pase palat gaye hai Piyaa ghar jaana hai mana Piyaa ghar jaana hai mana Shobha na deta dukh me bilakhna Tujh jaisi phulwanti ko Aisi hi pida mili thi ek din Sita or damyanti ko Jo bat ho gayi us bat ko ab Jo bat ho gayi us bat ko ab Hotho pe lana hai mana Hotho pe lana hai mana Mat ro suhagan tere liye Ab aansu bahana hai mana Kismat ke pase palat gaye hai Kismat ke pase palat gaye hai Piyaa ghar jaana hai mana Piyaa ghar jaana hai mana Phoolo ka sapna dekh na pagli Kato mein ab tujhe rahna hai Vidhi ne diya tujhe desh nikala Ye dukh ab tujhe sahna hai Tere liye ab sajan ke path par Tere liye ab sajan ke path par Aankhe bichana hai mana Aankhe bichana hai mana Mat ro suhagan tere liye Ab aansu bahana hai mana Kismat ke pase palat gaye hai Kismat ke pase palat gaye hai Piyaa ghar jaana hai mana Piyaa ghar jaana hai mana Piyaa ghar jaana hai mana Piyaa ghar jaana hai mana Piyaa ghar jaana hai mana.

More songs from Nagin Aur Suhagan

Mat Ro Suhagan Lyrics - Nagin Aur Suhagan (1979) | Indian Film History