Indian Film History

O Pataal Ke Raja Lyrics

From Nagin Aur Suhagan (1979)

Lyricist
Kavi Pradeep
Duration
3:48
O pataal ke raja Mera dukhada sunlo raaja Mere aansoo karlo kabul Main tumhare hi ghar ka hoon beta Kisi bhool ka hoon main phool Kisi bhool ka hoon main phool Mera bichhada babul pyaara Meri maako bhagya ne maara Iss dukh ki ghadi mein main Maanga ne aaya sahaara Jara apni baahein badha do Main inn pe jaaun jhoom Main tumhare hi ghar ka hoon beta Kisi bhool ka hoon main phool Kisi bhool ka hoon main phool Mujhse hain naseeba rutha Mujh par dukh parbat tuta Mere base basaye ghar ko Ek naag lootere ne loota Ek praan ki kimat tumse Main karne aaya vashul Main tumhare hi ghar ka hoon beta Kisi bhool ka hoon main phool Kisi bhool ka hoon main phool Mera dukhada sunlo raaja Mere aansoo karlo kabul Main tumhare hi ghar ka hoon beta Kisi bhool ka hoon main phool Kisi bhool ka hoon main phool.

More songs from Nagin Aur Suhagan

O Pataal Ke Raja Lyrics - Nagin Aur Suhagan (1979) | Indian Film History