Indian Film History

Badi Mushkil Se Dil Ki Lyrics

From Nagma (1953)

Music
Naushad
Duration
5:49
Badi mushkil se Dil ki bekarari ko karaar aaya Badi mushkil se Badi mushkil se Dil ki bekarari ko karaar aaya Ke jis jaalim ne tadpaaya, Uss hee par mujhako pyaar aaya Badi mushkil se Badi mushkil se Dil ki bekarari ko karaar aaya Badi mushkil se Irade chhutane waale Na armaan tutane waale Irade chhutane waale Na armaan tutane waale Mujhe tujh par yakin hai Aye mera dil lutane waale Mujhe tujh par yakin hai Aye mera dil lutane waale Mujhe meri muhabbat Mujhe meri muhabbat Ka na abb tak aitabaar aaya Badi mushkil se Badi mushkil se Dil ki bekarari ko karaar aaya Badi mushkil se Muhabbat raaj hai Yeh raaj baaton mein na khul jaaye Muhabbat raaj hai Yeh raaj baaton mein na khul jaaye Bahot roka, bahot chaaha, Na lab par dil kee baat aaye Bahot roka, bahot chaaha, Na lab par dil kee baat aaye Magar phir bhee tumhaara Magar phir bhee tumhaara Naam, lab par baar baar aaya.

More songs from Nagma

Badi Mushkil Se Dil Ki Lyrics - Nagma (1953) | Indian Film History