Indian Film History

Milte Hi Nazar Unse Lyrics

From Nagma (1953)

Music
Naushad
Duration
3:29
Milte hi nazar unse dil aane ko kya kahiye Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye Deewane ko kya kahiye Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye Deewane ko kya kahiye Kya pyar bhari bate Kya pyar bhari bate chupti hai chupaye se Chupti hai chupaye se Har raz hai afsana afsane ko kya kahiye Afsane ko kya kahiye Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye Deewane ko kya kahiye Lo wo bhi mohabbat me din rat tadapte hai Jab shama hai parwana parwane ko kya kahiye Parwane ko kya kahiye Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye Deewane ko kya kahiye Ek umar to dil apna Ek umar to dil apna pahlu mein raha apne Pahlu mein raha apne Ab ho gaya begana begane ko kya kahiye Begane ko kya kahiye Dil ho gaya deewana deewane ko kya kahiye Deewane ko kya kahiye Deewane ko kya kahiye.

More songs from Nagma

Milte Hi Nazar Unse Lyrics - Nagma (1953) | Indian Film History