Indian Film History

Kab Tak Uthayen Aur Lyrics

From Naqab (1955)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
3:23
Kab tak uthayen aur Yeh gham intezar ka Kab tak uthayen aur Yeh gham intezar ka Aaja charag bujh Raha hai tere pyar ka Kab tak uthayen aur yeh gham Tufan gham ke aaye Ya hawaye julm ki Tufan gham ke aaye Ya hawaye julm ki Fir bhi na bujh sakega Ye charag pyar ka Aaja charag bujh Raha hai tere pyar ka Kab tak uthayen aur yeh gham Aye kash ke dildar Jab ho unse mulakat Aye kash ke dildar Jab ho unse mulakat Itna to dile bekarar ka Aaja charag bujh Raha hai tere pyar ka Kab tak uthayen aur yeh gham Fariyad karne wale Ab fiza ka khof kya Fariyad karne wale Ab fiza ka khof kya Dar pe tere aa pahucha Hai mausam bahar ka Aaja charag bujh Raha hai tere pyar ka Kab tak uthayen aur yeh gham.

More songs from Naqab