Indian Film History

Tera Khayal Dil Ko Lyrics

From Naqab (1955)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
3:13
Tera khayal dil ko Sataye toh kya kare Tera khayal dil ko Sataye toh kya kare Dam bhar hamen qaraar Na aaye to kya kare Dam bhar hamen qaraar Na aaye to kya kare Tera khayal dil ko Sataye toh kya kare Jab chaand aaye taaron Ki mahfil mein jhoom ke Jab chaand aaye taaron Ki mahfil mein jhoom ke Dil baar baar tujhko Bulaaye to kyaa kare Dil baar baar tujhko Bulaaye to kya kare Tera khayal dil ko Sataye toh kya kare Katati nahi hai raat Ab tere firaaq mein Katati nahi hai raat Ab tere firaaq mein Ham diljalon ko neend Na aaye to kya kare Ham diljalon ko neend Na aaye to kya kare Tera khayal dil ko Sataye toh kya kare.

More songs from Naqab

Tera Khayal Dil Ko Lyrics - Naqab (1955) | Indian Film History