Indian Film History

Mera Mann Kehne Laga Lyrics

From Nautanki Saala (2013)

Lyricist
Falak Shabir
Duration
3:46
Tujhse hi to mili hai rahat Tu hi to meri hai chahat Tujhse hi to judi zindagi Teri yaadein hain kuch adhoori Saans aadhi hai kuch hai poori Aankhon mein hai kaisi ye nami Mera mann kehne laga Paas aake na tu door jaa Chhoone de honth tere Zara saanson mein apni basa aa Hmmm Tujhe apna bana loon Tujhe tujh se chura loon Tujhe khud mein Chhupa loon sahiba Ik mujh pe karam ho Tu hi mera sanam ho Teri mujh pe nazar ho sahiba Hmmmaa aa Mar main jaaunga reh na paaun Gham judai ka seh na paaun Aye tujhe pyaar ka vaasta Teri yaadein hai kuchh adhoori Saans aadhi hai kuch hai poori Aankhon mein hai kaisi ye nami Raat ke chaand tale Aagosh mein meri tu aa Baahon mein le lo mujhe Zara sapno mein apne basa Mera mann kehne laga Paas aake na tu door jaa Chhoone de honth tere Zara saanson mein apni basa aa.

More songs from Nautanki Saala

Mera Mann Kehne Laga Lyrics - Nautanki Saala (2013) | Indian Film History