So Gaya Yeh Jahan Lyrics | Nautanki Saala

                        
                        So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan

So gayin hai saari manzilen
O saari manzilen
So gaya hai rasta
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan

So gayin hai saari manzilen
O saari manzilen
So gaya hai rasta
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan

Raat aayi to woh
Jinke ghar thhe
Woh ghar ko
Gaye so gaye
Raat aayi to hum
Jaise aawara
Phir nikle raahon
Mein aur kho gaye

Raat aayi to woh
Jinke ghar thhe
Woh ghar ko
Gaye so gaye
Raat aayi to hum
Jaise aawara
Phir nikle raahon
Mein aur kho gaye

Iss gali uss gali is
Nagar us nagar
Jaayen bhi to kahaan
Jaana chahen agar
O so gayin hai saari
Manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan

So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan
So gayin hai saari
Manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan
So gaya ye jahaan
So gaya aasmaan.