Indian Film History

Jaan Gayee Main To Jaan Gayee Lyrics

From Naya Raasta (1970)

Music
N Dutta
Duration
1:59
Jaan gayi main to jaan gayi O ho jaan gayi main to jaan gayi Koi banaaye bahaane mora chanchal Jiyarwa lubhaane ko o Jaan gayi main to jaan gayi Koi banaaye bahaane mora chanchal Jiyarwa lubhaane ko o Jaan gayi main to jaan gayi Binaa kaaran kare mose baatein O o o o ho binaa kaaran kare Mose baatein main to samjhoon Hoon sab usski ghatein Main tho samjhoon Hoonsab usski ghatein Mud mudke Mud mudke mohe bulaaye More nainon se naina Milaane ko o jaan gayi Main to jaan gayi Koi banaaye bahaane Mora chanchal jiyarwa lubhaane ko o Jaan gayi main to jaan gayi Mohe dekhe to mann us ka dole O o o o Ho mohe dekhe to mann us ka dole Par woh ye baat khulke na bole Par woh ye baat khulke na bole Chahe woh chahe Woh kitna chhupaye Jiyaa tadpe hai garwaa Lagaane ko o jaan gayi Main toh jaan gayi Koi banaaye bahaane mora chanchal Jiyarwaa lubhaane ko o jaan gayi Main to jaan gayi Mora mann aaj naache khushi mein Ho ho ho ho ho mora mann Aaj naache khushi mein Maine ghar kar liya usske jee mein Maine ghar kar liya usske jee mein Yoon hi yoon hi nahin ussne chaha More joode mein phulwa lagaane ko o Jaan gayi main to jaan gayi Koi banaaye bahaane Mora chanchal jiyarwa lubhane ko o Jaan gayi main to jaan gayi Aa ha jaan gayie.

More songs from Naya Raasta

Jaan Gayee Main To Jaan Gayee Lyrics - Naya Raasta (1970) | Indian Film History