Indian Film History

More Saiyan Padoon Paiyan Lyrics

From Naya Raasta (1970)

Music
N Dutta
Duration
4:37
Mere saiyyan padoon paiyan Apna bana ke thukarana na Apna bana ke thukarana na Mere saiyyan padoon paiyan Apna bana ke thukarana na Ho apna bana ke thukarana na Neet aankh suhani jhalak rahi Hai mere ek ek ang mein Ho aisa jadu dara tune rangi main to Zulmi tere rang mein Zulmi tere rang mein Mere rasiya man basiya O tarsi hu ab tarsana na Tarsi hu ab tarsana na More saiyyan padoon paiyan Apna bana ke thukarana na Tan bechain hai man bekabu Is albeli khushiyo wali raat mein Tan bechain hai man bekabu Is albeli khushiyo wali raat mein O chude wali baiyan meri tham le Sajna bhadke apne hath mein Bhadke apne hath mein Kha ke kasme padhke kasme Najuk dil tadpana na O najuk dil tadpana na More saiyyan padoon paiyan Apna bana ke thukarana na Ho apna bana ke thukarana na na na.

More songs from Naya Raasta