Choro Ko Saare Nazar Aate Hai Chor Lyrics | Naya Zamana

                        
                        So ilzam lagaye o mere nam lagaye
Aapne so ilzam lagaye kahiy ekuch or
Choro ko sare najar aate hai chor
Ke choro ko sare najar aate hai chor
So ilzam lagaye o mere nam lagaye
Aapne so ilzam lagaye kahiy ekuch or
Choro ko sare najar aate hai chor
Ke choro ko sare najar aate hai chor

Meharbani sukariya
ghar bulake beizzat kiya
Meharbani sukariya
ghar bulake beizzat kiya
Meri talashi to lijiye sarkar
Apne gireban me bhi jhakiye ekbar
Is bat pe jara kijiye gaur
Choro ko sare najar aate hai chor
Ke choro ko sare najar aate hai chor

Kyonki mai hu ek
garib besahara badnaseeb
Kyonki mai hu ek
garib besahara badnaseeb
Tane hazaro sahe hoke majbur
Par ab mai chup na rahungi eye huzur
Ha ha macha dungi mai shor
Choro ko sare najar aate hai chor
Ke choro ko sare najar aate hai chor
So ilzam lagaye o mere nam lagaye
Aapne so ilzam lagaye kahiy ekuch or
Choro ko sare najar aate hai chor
Choro ko sare najar aate hai chor.